Pages

Tuesday 2 July 2013

Jab Log Juda Ho Jatay Hain

 

Jab Log Juda Ho Jatay Hain

"Jab Log Juda Ho Jatay Hain
Sab Ehad Wafa Ho Jatay Hain"

"Jab NIyat Main Fatoor sa HO
Sab Amal GUnah Ho Jatay HAin"

"Jab Tere Baray Main Sochtay Hain
Sab Lafaz Dua Ho Jatay Hain"

"Jab Ghurbat Dar Pay Dastak De
Sab Yaar Khafa Ho Jatay Hain"

"Jab Waqt Dikhata Hay Aankhen
Sultan Gada Ho Jatay Hain"

"Tu Jab Bhi Mere Sath Na Ho
Tehwar Saza HO Jatay Hain"

"Jab Nafrat Lafzon Main Utray
Tab Apne Juda Ho JAtay Hain"

"Ye Duniya Hay Ae Mere Dost


Yahan Insan Khuda Ho Jatay HAin"
    (¯`*•.¸?AhmaD?¸.•*´¯)




0 comments:

Post a Comment