Pages

Wednesday, 19 November 2014

Sham K Bad Pdf Download

Downlo...

Tuesday, 18 November 2014

Ab Yehi Akhri Sahara Hai

...

Monday, 17 November 2014

Mujhay Wida Kar

Ae Meri Zaat Phir Wida Kar Mujhay Wida Kar,Ae Meri Zaat Phir Wida KarWoh Log Kaya Kahain Gay Ay Meri ZaatLog Jo Hazar Saal Say Meray Qalaam Ko Taras GayeMujhay Wida KarMain Teray Sath Apnay Aap K Siyah Ghar MainBohat Panaah Ley ChukaMain Apnay Hath PaonDil Ki Aag Main Tapa ChukaMujhay Wida Kar...!! Mujhay Wida KrK Aab-O-Gil K Aansou'on Ki Bay-Sadaayi Sun Sakou'nMujhay Wida Kar...!! Hayaat_O_Marg Ka Salaam_E_Rusatayi Sun Saku'nMain Roz_O_Shab K Dast_O_Pa Ki Na_Rasaayi Sun Saku'nMujhay Wida Kar....!! Mujhay Wida Kar K Bohat Hi Dair..Dair...

Tuesday, 11 November 2014

Mustafa Zaidi Poetry

فن کار خود نہ تهی ،مرے فن کی شریک تھیوه روح كے سفر میں َبدن کی شریک تھیاُترا تھا جس پہ باب ِحيا كا ورق ورقبستر كے ایک ایک شکن کی شریک تھیمیں اک اعتبار سے آتش پرست تھاوه سارے زاویوں سے چمن کی شریک تھیوه نازشِ ستاره و طَنّازِ ماہتابگردش کے وقت میرے گہن کی شریک تھیوه ہم جليسِ سانحہ ء زحمتِ نشاطآسائشِ صلیب و َرسن کی شریک تھیناقابل ِبیان اندھیرے کے باوجودمیری دُعائے صبحِ وطن کی شریک تھیدُنیا میں اک سال کی مدت کا قُرب تھادل میں کئی ہزار قرن کی شریک تھی ...

Mustafa Zaidi Urdu Poetry

"شہناز" خود کو تاراج کرو زندگیاں کم کر لو جتنا چاہو دل ِ شوریدہ کا ماتم کر لو تاب ِ وحشت کسی صحرا کسی زنداں میں نہیں اِس قدر چارہ گری وقت کے امکاں میں نہیں خاطر ِ جاں کے قرینے تو کہاں آئیں گے صرف یہ ہو گا کہ احباب بچھڑ جائیں گے گھر جو اُجڑے تو سنورتے نہیں دیکھے اب تک ایسے ناسُور تو بھرتے نہیں دیکھے اب ...

Thursday, 30 October 2014

Mustaqil Dukh Nay Urayi Hai Bohat Yad Ki Rakh

Mustaqil Dukh Nay Urayi Hai Bohat Yad Ki Rakh Mustaqil Dukh Nay Uraayi Hai Bohat Yad Ki Rakh Hum Bhula Saktay Hain Woh Bhi Jo Nahi Hai Mumkin Yeh Alag Bat K Ehsas Ki Sharyano'n Main Her Faraamoshi Utar Kar Humain Das Jaati Hai Janay Haalaat Say Aur Waqt Say Kaya Rishta Hai Janay Kis Bholay Hue Zakhm Ki Ruswayi Hai Janay Kis Bichray Hue Rog Ka Pachtawa Hai Janay Ankhon Ko Kyun Yeh Rang_E_Sukhan Bhaya Hai Sham Ka Dard Papoto'n...

Sunday, 26 October 2014

Phool Khil Jayein To Us Shakhs Say Kam Kam Milna

Phool Khil Jayein To Us Shakhs Say Kam Kam Milna Aisay Mosam Main Mohabbat Pay Zawal Aatay Hain.......!...

Monday, 20 October 2014

Mein Ishq E Kainat Mein Zanjeer Ho Saku

Mein Ishq_E_Kaainat Mein Zanjeer Ho Saku Mujh Ko Hisaar_E_Zaat K Shar Say Rahayi Day........

Her Mor Pay Mil Jatay Hain Humdard Hazaron

Her Mor Pay Mil Jatay Hain Humdard Hazaron Shayad Meri Basti Main Adakar Bohat Hain.......

Hum Say Mat Rastay Ghar K

Hum Say Mat Rastay Ghar K Ham say mat puch rastey ghar ke Ham musafir hen zindagi bhar ke Kon suraj ki aankh se din bhar Zakham ginta he shab ki chadar ke Sulha kar li ye soch ke main ne Meray dushman na thay barabar ke Khud se khemey jala dye main ne Hosley dekhna thay lashkar ke Ye sitarey ye toot tey moti Aks hen meray deeda e tar ke Gar junoon maslihat na apnaey Sar se rishtey boht hen patthar ke Ham bhe chuntey thay...

Wo Jo Khud Pairvi E Ehd E Wafa Karta Tha

Wo Jo Khud Pairvi-E-Ehd-E-Wafa Karta Tha Wo Jo Khud Pairvi-E-Ehd-E-Wafa Karta Tha Mujhse Milta Tha Tou Talqeen-E-Wafa Karta Tha Uske Daman Main Koi Phool Nahi Meray Liye Jo Meri Tangi-e-Damaa.n Ka Gila Karta Tha Aaj Jo Usko Bulaya Tou Wo Gumsum Hee Raha Dil Dhadaknay Ki Jo Awaz Suna Karta Tha Aaj Wo Meri Har Ek Baat Ke Maayni Poochay Jo Meri Soch Ki Tafseer Likha Karta Tha Uski Dehleez Par Sadiyon Se Khada Hoon “Mohsin” Mujhsay...

Saturday, 11 October 2014

Ay Meri Rooh Tujhay

Shayar: Ay Meri Rooh Tujhay Ab Yeh Burzakh K Shab_O_Roz Kahan Raas Ayaein? Ishq Baphra Hua Dariya Hai'Hawas Khaak Siyah Dast_O_Baazo Na Safeena K Yeh Driya Ho Aboor Aur Is Khaak Siyaah Par To Nishan_E_Kaf_E_Paa Tak Bhi Nahi Ujray Hue Be_Barg Darakhton Say Faqat Kaasa_E_Sar_Aaweiza'n Safaak Tabaahi Ki Alam_Naaki Ki Kahani Ban Kar.. Ay Meri Rooh Judaayi Say Hazee'n Meri Rooh Tujhay Burzakh K Shab_O_Roz Kahan Raas Aayein? Rooh: Mera Mada...

Ajal In Say Mil

Ajal In Say Mil Ajal In Say Mil K Yeh Sada DiL Na Ehl_E_Salawt Aur Na Ehl_E_Shrab Na Ehl_E_Adab Aur Na Ehl_E_Hisab Na Ehl_E_Kitaab... Na Ehl_E_Kitab Aur Na Ehl_E_Masheen Na Ehl_E_Khala Aur Na Ehl_E_Zameen Faqat Bey Yaqeen Ajal In Say Mat Kar Hijaab Ajal In Say Mil.......!! Barho Tum Bhi Aagay Barho Ajal Say Milo Barho No_Tawangar Gadaaow Na Kashkol Daryoza_Gardi Chupao Tumhain Zindagi Say Koi Rabt Baaqi Nahi Ajal Say Hanso Aur...

Friday, 10 October 2014

N M Rashid Poems

خود سے ہم دور نکل آئے ہیں میں وہ اقلیم کہ محروم چلی آتی تھی سالہا دشت نوردوں سے، جہاں گردوں سے اپنا ہی عکسِ رواں تھی گویا کوئی روئے گزراں تھی گویا ایک محرومیِ دیرینہ سے شاداب تھے  آلام کے اشجار وہاں برگ و بار اُن کا وہ پامال امیدیں جن سے پرسیِ افشاں کی طرح خواہشیں آویزاں تھیں، کبھی ارمانوں کے آوارہ، سراسیمہ طیّور کسی نادیدہ شکاری کی صدا سے ڈر کر ان کی شاخوں میں اماں پاتے تھے، سستاتے تھے، اور کبھی شوق کے ویرانوں کو اڑ جاتے...

Noon Meem Rashid Poetry

جرأتِ پرواز بجھ گئی شمع ضیا پوشِ جوانی میری! آج تک کی ہے کئی بار "محبت" میں نے اشکوں اور آہوں سے لبریز ہیں رومان مرے ہو گئی ختم کہانی میری! مٹ گئے میری تمناؤں کے پروانے بھی خوفِ ناکامی و رسوائی سے حسن کے شیوۂ خود رائی سے دلِ بے چارہ کی مجبوری و تنہائی سے! میرے سینے ہی میں پیچاں رہیں آہیں میری کر سکیں روح کو عریاں نہ نگاہیں میری! ایک بار اور محبت کر لوں سعیِ ناکام سہی اور اک زہر بھرا جام سہی میرا یا میری تمناؤں کا انجام سہی ایک...

Monday, 6 October 2014

Abhi Kahan Hai Wo Saat

Abhi Kahan Hai Wo Saa’at  Abhi Kahan Hai Wo Saa’at K Hum Dareeda_Badan Siyah Libaas K Purzay Sapurd-E-Khaak Karein...!! Jigar K Daagh Ujaalein Lahu K Cheento'n Say Qaba-E-Zabt Judai Ko Khud Say Chaak Karein...!! Abhi Kahan Hai Wo Lamha K Jis Ko Ehl-E-Nazar Tuloo-E-Mosam-E-Gulrang Ki Naveed Kahein...!! Abhi Kahan Hai Wo Saa’at K Jis Ko “Eid” Kahein....!...

Bohat Dinon Baad

Bohat Dinon Baad Tere Khat K Udass Lafzon NayBohat Dino'n Baad Tere Khat K Udass Lafzo'n NayTeri Chahat K Zaayiqo'n Ki Tamam KhushbooMere Ragon Main Undail Dee Ha.....!! Bohat Dino Baad,Teri Batain Teri,Mulaqat Ki Dhank Sy Dehahkti Ratein, Ujar Ankho'n Ki Pyas, Pataal Ki Taho'n Main Wisal Wadon Ki Chand Chingaariyon Ko Sanso'n Ki Aanch Day Kr Shareer Sholo'n Ki Sarkashi K Tmam Teiwar Sikha Gayi Hain, Tere Mehktay Maheen Lfzon Ki Absharain, Bohat Dino Baad Phir Se Mujhko Rula Gayain Hain..!! Bohat Dino Baad Main Ney Socha To Yaad Aya... K Teri...

Saturday, 4 October 2014

Moje_E_Idrak

Moj_E_Idraak   Ye Dasht Ye Daria Ye Mehkte Howe Gulzar..* Is Aalam Amkan Mein Abhi Kuch Bhi Nahi Tha..* Ek Jalwa Tha So Gham Tha Hijabat-e-Aadam Mein..* Ek Aks Tha So Muntazir-e-Chashm Yaqeen Tha..* Ye Mosam Khushbo Ye Gehar Tabi-E-Shabnam..* Ye Ronaq Hangama Konain Kahan Thi..* Gulnar Ghataon Se Ye Chanti Hoi Chaon..* Ye Dhoop Dhank Dolat-e-Dareen Kahan Thi..* Ye Nighat-E-Ehsas Ki Mqrooz Hawain...* Dil Dari Elham Se Mehke Howe Lamhat...* Dosheeza anfaas ki Tasbeeh K Taiwar...* Kis Kanj-E-Tasawor Mein Thay Masroof-E-Manjat...* Sheraza...

ILhaam Ki Rim Jhim Kahin Bakhshish Ki Ghata Hai

ILhaam Ki Rim Jhim Kahin Bakhshish Ki Ghata Hai ILhaam Ki Rim Jhim Kahin Bakhshish Ki Ghata Hai... Ye Dil Ka Nagar Hai K Madinay Ki Fiza Hai...? Sanso'n Main Mehakti Hain Manajaat Ki Kaliya'n Kaliyo'n K Katoro'n Pay Tera Naam Dhara Hai Galiyo'n Main Utarti Hain Malaayak Ki Qatarein Ehsas Ki Basti Main Ajab Jashan Bapa Hai...!! Hai Qariya_E_Idrak Munawar Teray Dam Say Har Sa'at_E_Khush Bakht Jaha'n Naghma_Sara Hai...!! Sun Lay Ga Mera Maajra Tou Bhi K Azal Say Peigham Bar_E_Deeda_O_DiL Moj_E_Saba Hai.....!! Hain Nazar Teri Barigaah_E_Naaz Main...

Thursday, 18 September 2014

Kab Talak Dil Ko Cchupa Rakhain Gay

BainKab Talak Dil Ko Cchupa Rakhain GayDukh Deemak K Nazar Paar Utar Jaayein GayZindagi Jeisay Ghata Toop Andhairay Main Basar Hoti HiaNaaghaani Kisi Bhaphray Hue Wehshi Ki TarhaRooh Ki Dhool Urra Jaati HaiSukh Ki Be-Sood Tamanao Ki Paadaash Main Yaktarfa SazaAan Girti Hai Kisi Gareeb Say Naadeedgi Adal K Palrro Pay Safar Karti huiSo Rahay Hotay Hain Thak Haar K PuncChi Ghum KDaar K Daar Urra Jaati HaiKab Talak Dil Ko Cchupa Rakhain GayKhoon Main Utri Hui Moat Say Oojhal HaiShaakh Say Liptay Hue Saanp Ki Maanind Bohat Dheeray SayAashiyaanay Ki...